Saturday, January 31, 2009

Ye kya hua, kaise hua
kab hua, kyon hua
Jab hua, tab hua
O chhodo, ye na socho
hmmm hmmm
Ye kya hua, kaise hua
kab hua, kyun hua
Jab hua, tab hua
O chhodo, ye na socho
hmmm hmmm Ye kya hua

Hum kyun shikwa karein jootha
Kya hua jo dil toota
Hum kyun shikwa karein jootha
Kya hua jo dil toota
Sheeshe ka khilona tha
Kuchh na kuchh to hona tha, hua
hmmm hmmm
Ye kya hua, kaise hua
kab hua, kyun hua
Jab hua, tab hua
O chhodo, ye na socho
hmmm hmmm Ye kya hua
samjhe na..

hamne jo dekha tha suna tha
kya batayein wo kya tha
hamne jo dekha tha suna tha
kya batayein wo kya tha
sapna salona tha
khatm to hona tha, hua
hmmm hmmm
Ye kya hua, kaise hua
kab hua, kyun hua
Jab hua, tab hua
O chhodo, ye na socho
hmmm hmmm Ye kya hua

Aye dil chal pi kar jhoome
inhi galiyon mein ghoome
Aye dil chal pi kar jhoome
inhi galiyon mein ghoome
yahan tuje khona tha
badnaam hona tha, hua
hmmm hmmm
Ye kya hua, kaise hua
kab hua, kyun hua
Jab hua, tab hua
O chhodo, ye na socho
hmmm hmmm Ye kya hua

No comments: